गोल्ड बाली daily use ke liye baliyan
गोल्ड बाली daily use ke liye baliyan
गोल्ड बाली डाली यूज के लीए
हलो अस्सालाम वालेकूम, नमस्कार, सस्तरीयकाल कैसे है आप सभी उम्मीद करती हू आप सभी मस्त होगे मै भी मस्त हू आज के पोस्ट मे आपके लिए कूछ गोल्ड बाली ओ की डिजाइन दीखा उगीं साथ ही ये भी बता उगीं ke aap baliyan kite weight tk bana sakenge or kon si baliya kon pahne ga to accha dikhega to kithe baliya pahanna hi nhi chahiye to chahiye apko dikhati hu kuch baliyan
To dekho
Ye jo baliyan h uper isme bahut sare designs ke bali hai jaise ki ruond shape bali,jhumki bali,broad bali, v shape bali, u shape bali, choti bali badi bali
Isme hai gyan:- aise apko artificial or 1gm gold ke bhi mil jayenge ye baliyan itte acche late hai pahnne me ki inhe har umar ke ,
women, girls,ladies pahanna pasand krti hai kyun ki ye daily use kevliye bahut hi confitable hote hai
or sath hi apko 1gm,2gm me bhi miljate hai 1gm yani ki aaj ke date ke hisab se 10,000₹ or 2gm yani 20000₹
pahle ke date me to ye apko 5hazar or 10 hazar me mil jate
lekin koi na mahngai ko dikhenge to souk marna hoga
to agar आपकी budget hai to aap jarur try kariye ga bali pahanna
ek baar pahnenge to baar baar kharidenge bali
Gyan ki batein:- or agar आपकी budget nhi hai to don't worry apke liye bentex jwellery, 1gm gold jwellery ek option hai aap wo bhi lekar pahan sakte hai usme bhi apko ek se bdhkr ek design mil jayenge local market me choti baliyan 10₹ me milte hai
Lekin gold ki takkar koi ni krr sakta
गोल्ड बाली daily use ke liye baliyan
To guys aapko jitte bhi design ki Picture di hu post me kesa laga jarur bataye
Note:- bali tik tok pech wali kharid na chahiye kyu ki ye pahanne me asan hote h
Important:- jeseki mene apko bataya hi Tha post ku suruat me kisko bali nhi pahanna chahiye to guys pahli to mahila ko bali nhi pahanna chahiye Jane kan ke ched bade hogaye hai kyu ki unke kan bali jhul jati h or look bhi aacha nhi aata,
Or apka face jyada bada hai to apko choti bali pahanne se avoid krna chaiye
गोल्ड बाली daily use ke liye baliyan
To ye to rahi kuch Important tips to aaplog jo koi meri इस post ko padh रहा hai ya padh chuka hai pahle to unko bahut bahut dhanyabad 🙏😊 apko meri post pasand aayi jankari acchi lagi
Agar meri post apko pasand aaya to post lie share kardijiyega apne freinds and family members ko taki unhi bhi kuch acchi jankari milsake jwellery ki
Or agar apko meri post bahut jyada pasand aayi to mujhe follow bhi krlijiyega taki jbb or bhi jwellery dikhau jwrllery ki jankari du to apko meri post aasani se mil jaye
गोल्ड बाली daily use ke liye baliyan

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें